Mannaten Muraaden

Re: Mannaten Muraaden

to, iskaa kia yeh yeh matlab hai k grammer ko qurbaan kar diyaa jaaye? :smiley:

maiN rozx TV per suntaa huN ek lafz aur Khoob kuRhtaa huN…vo laftz hai “laaiha-e-'amal”…aaj tak maiN ne kisii ek ko yeh lafz saHeeH bolte sunaa…koii “laa-e-'amal” kahtaa hai to koii “laah-e-'amal” to koii "laahya-e-'amal" kahtaa hai…

kisii ko “laaiha-e-'amal” kahte haiN sunaa. :frowning: