Re: Make a wish…
you too princess ![]()
Re: Make a wish...
25 ko tumhari shadi hone wali hai '?
Re: Make a wish…
kia hai yaar… mauka milte hi meri shaadi ki baat karne lagtay ho ![]()
25th ko mere exam results arahe hain ![]()
Re: Make a wish…
oh acha acha ab pata chalega kitne teer mare hain tumne ![]()
Re: Make a wish…
you didn’t answer my question ![]()
teer marne se kia hoga? ![]()
Re: Make a wish…
log ziyada tar yah to shadi ki date per excited hote hain yah phir exams is liye thori confusion hogai ![]()
ache marks ainge ![]()
Re: Make a wish…
tumhain tou pata hona chye k main shaadi nahi karoongi ![]()
jaise tumhare aye the? (intelligent logh teer hi to maar ke pass hote hain
)
Re: Make a wish…
mughe kyun pata hona chaiye main tumhara phuppa hon kya ![]()
haan jee bus yahi samajh lo ![]()
Re: Make a wish…
itni baar tou aapse kaha hai ![]()
acha tou tum karte kia ho? ![]()
Re: Make a wish…
kehne se kya hota hai woh to sab kehte hain ![]()
study + Business
Re: Make a wish…
wakht kisi ka dekha howa nahin hota shona
sab ko karni parti hai
Re: Make a wish…
sab ko siwai mere ![]()
Re: Make a wish…
kyun tum aasman se ai ho kya ![]()
woh kyun ![]()
acha baba main abhi chala phir bat hogi
tc Allah Hafiz
Re: Make a wish…
jee nahi… bas mujhse koi shaadi karega hi nahi ![]()
tc Allah Hafiz ![]()
Re: Make a wish...
I wish k jaldi say ghar mai telephone lag jaiay
Re: Make a wish…
LOL
bijli bee lagwalo
Re: Make a wish...
^ bijli to already hay na abi kal he to shift howay hain is lyaiy pehla number band karwana parha hay so ab new number laina ho ga