Re: Make a wish…
meri kyo khair hay :bash:
itni mushkil say to mai nay itni zaida post ke hain and aap kehti hian k khair hay ![]()
Re: Make a wish…
meri kyo khair hay :bash:
itni mushkil say to mai nay itni zaida post ke hain and aap kehti hian k khair hay ![]()
Re: Make a wish…
^ mere hisaab se…
aapke apne hisaab se lagta hoga k aapne bahut mainat ki hai - aur beshak ki hai, lekin mere posts to hain hi kam ![]()
Re: Make a wish...
chalian ham esa kaam he nahi kartay jis say ban honay ka khatra hoo
Re: Make a wish…
^ bilkul… ache bachon ki tarhan flooding kartain hain :halo:
Re: Make a wish...
han theak hay
so lets start :Salute:
Re: Make a wish…
:k:
![]()
Re: Make a wish…
shukran akhi
anda juts for you ![]()
Re: Make a wish…
ik ayr anda ![]()
Re: Make a wish…
frij pehlay say he bari parhi hay andoo say ![]()
Re: Make a wish…
tou khali karain na… maine dieting karne se mana kia tha pehle se hi ![]()
Re: Make a wish…
aaj mai nay khanay say pehlay apna wait kiya tha
pata hay kitna tha
only 70KG ![]()
Re: Make a wish…
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
wakay main? yaar… kuch sahi se khaya piya karo, mera khhud 50kg ka weight hai… aap sahi se nahi khainge tou aap bhi itne se hojayen ge!
Re: Make a wish…
kia yea kam hay ![]()
mai to itna khata hon k
balkayaksar dosroon ke pepsi b pee jata hoon
Re: Make a wish...
mujhe to kam lagta hai... aapki height kia hai???
Re: Make a wish...
meri height yaad nahihay
but normal hay
na zaida lamba hoon and na he zaida chota hon
Re: Make a wish…
hmm… normak hi hongay phir ![]()
pata nahi mujhe lagta hai k aap ki weight kam hai kiunke meri khud itni kam hai ![]()
Re: Make a wish…
nope mera weight bikul theak hay ![]()