Re: Make a Jori
ok.. :o
u can have atif.. m happy with sharukh,john,raghav,goher,ali noor... etc etc.. :D
Re: Make a Jori
ok.. :o
u can have atif.. m happy with sharukh,john,raghav,goher,ali noor... etc etc.. :D
Re: Make a Jori
Peeshawar-say-noor and Golden apple , i mean Golden scorpion … just imagine . . . Golden is in grOooOm dress with Queid-e-Azam topi with yellow long sharwani and Peeshawar say noor is in a dress of dark red sharara and ghooghat of yellow chadar . . . with a jhoomka on her forhead n preicing nose with long rounded ring . . . . . . . ufffffffffffffffffff both loooks
Pakay * namonay * ![]()
Re: Make a Jori
khala app tu Quied-e-Azam kay zamanay ke ho . . . . . . . ALLAH ALLAH karnay kay din hai , appnay samnay kay peeda howay bacho par nazar dalna buri baat hai ![]()
Re: Make a Jori
![]()
chup raho.. ![]()
PS- ![]()
Re: Make a Jori
James & Bhaand ![]()
Re: Make a Jori
hahahahaha ![]()
Re: Make a Jori
KSA kuri kasi hai app
umeed karta ho kay khareyat say ho ge or khoosh ho ge appni zindage mai
appna kheyal rakhna , have fun , or plz aik or baat kay appnay zindage kay kuch pal appnay Pakistani bhai or bahan kay DUA kay leyah zaror dena .
Ijazat
![]()
Re: Make a Jori
still more than 2 months to christmas
why u playin santa claus ![]()
ho ho ho ho ho ho ![]()
Re: Make a Jori
Jhams and Jhamadar :p hoz tht my friend :)
Re: Make a Jori
Jhams is not gonna pair with you - no way :p
Re: Make a Jori
**Qibla Biradar HeVaan,
Hum subb yahan khairyat say hain aur Khuda Vand Taa’Laa say umeed kartay hain kay aap ki tabiyat bhi hasaash bashaash hogi - dar’asal yeh umar hi aisi hoti hay - har waqt aik ajeeb si rangeeni chaaieY rehti hay dil o dimagh par.
Khair - deegar ehVaal yeh hay kay kafi arsa hua aap ka koi khat nahi milla - kya dushmanooN koo kuch ho tu nahi gaya - agar aap kissi museebat main giraftaar hain tu Lilllah koi Takkaluff na keejieeY gaa - hamain zaroor itteLaa kar deejieeY ga
Faqat,
Aap ka Khair Andesh
James_Bhaand**
Re: Make a Jori
hey i thought no homo joris allowed ;P
Re: Make a Jori
EMM + Sac
Re: Make a Jori
Salam Jhames bhai .
kesay hai app , ALLAH kay hukum say app bilkul hatay and katay ho gay . . . . app ka jawab mila or sachay poochay kay dil jhoom utha or dil garden garden ho geyah . . . . . jii hum yaha par ALLAH kay karam say bilkul * Ok * ke report kay sath hai or ALLAH say app ke khareyat kay dua-g0 hai , wesay app humhari musebato ko taq-o-dor farma kar appni zindage kay jo jhilmelatay rangeen lamho kay sath appni sapno ke kishti par bethay hichkolay khaa rahay hai tu yakeen manay kay app ke kiste ko hum say bahtar koie par nahi laga sakta , is na-cheez ko zindage mai aik bar zaror khidmat ka muqa dejie ga , hum app ke zindage mai khooshiyo ke dhoolak baja baja kar app ke baja dalay gaay . . . . . . khair abhi hum ko ijazat is umeed kay sath kay phir app ke bajanay ka waqat zaror melay ga hum ko . . . . . . app ka doost , app ka hum dum . . . . . app ka or serf app ke bajanay wala ![]()
Janwar
(dua ka talabgar)
![]()
Re: Make a Jori
wat bout me ![]()
Re: Make a Jori
AQ bhai?
Re: Make a Jori
sara516 + jassoos
Re: Make a Jori
Danial Shah with Blackforest
Re: Make a Jori
Are we allowed to nominate ourselves?
If so, then I nominate Kino with Malta
![]()