Re: Mairee Vafaain Yaad Karoo Gay..........
manzilain bhi us ki thein rastaa bhi us ka thaa
saath saath chalne ki soch bhi usi ki thi phir rassta badalne ka faisla.. bhi usi ka thaa
aaj kiu akele hain... dil sawal kerta hai log to usi ke thay.. kia Khuda bhi usi ka thaa?
Umda :) Jiasay meiN aap ke ashaar ka jawaab de raha hon kuch waisa karnay ki koshish kijiye to maza dobala ho jaye ga !