Re: mairee billie bhaag gai…
:edit:
Re: mairee billie bhaag gai…
:edit:
Re: mairee billie bhaag gai…
Yeh konsi smiley hai, sirf members ko nazar aati hai kia? ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
Mairee paak pakeeza billie par ilzaam na lagao ![]()
woo koi bhagi wagi nahi hay
bass koshish kar rahi thee - main nay PHaaRRRrr liyaa time pay ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
Lekin uncle, log tou ungliyan uthaaen gey na
Ab kon karey gaa aapki billi sey shaadi?
Agar kahein tou mein apney billey sey baat karoon? ![]()
Re: mairee billie bhaag gai...
tommy ke saath to nahin bhaag gayi kahin!? sachi baat hai Tommy ek naa kara badmaash kissam ka billa hai!!
Re: mairee billie bhaag gai…
us nakara badmaaash tommy ko unkel k darbaar main ja kar ashirwaat laina chaiye
..ab to woh family bi ban giya hai:chai:…
Re: mairee billie bhaag gai…
laikin main ghareeb admi hooN
zyada jahez nahi day sakta :no:
sirf uss kay doodh ka pyala, litter box, cheechRooN ki plate
aur aik choota sa blanket
bass yehi hay uss ki kull kainaat ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
bhaag gaii ham sab ka naam badnaam ker ke
Re: mairee billie bhaag gai...
Tommy: Namaste Uncal :D mein utha ker legaya hoon aapki billi ko :D meri yeh soochna hai ke aap mujhe ashirwaad dein aur mere prashtish ke prakash ki praboo karein
Re: mairee billie bhaag gai…
ohhh
aap bhi billie hain ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
haan mai badnaseeb uss ki behan hoon ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
Hamey ziada chahiye bhi nahi. Mera billa bhi maan gaya hai. Hum aapki billi ko khush rakhengey ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
![]()
Grabs Daisy and runs out of this thread ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
^ ![]()
Re: mairee billie bhaag gai…
Mera matlab woh nahi tha
Mera matlab tha k mein daisy ka sassur aur mera billa uska husband mil jull kar khayal rakhengey, lekin ASAL khayal mera billa hi rakhey gaa ![]()
Re: mairee billie bhaag gai...
^ mujhey to daal mai kuch kaala lagta hai
Re: mairee billie bhaag gai…
daal main kuch kala hai to dhood mila do:dannyboy:
Re: mairee billie bhaag gai…
^ tum laa doo
![]()
Re: mairee billie bhaag gai...
uncle app ki billi eik dafa bhagi hay ...agli dafa app kay haath ati bhee hay ya nahen...
abb jo bhee changa manda billa milta hay viah karr hee doo
uss baychari kay armanon ka falooda na karooo
Re: mairee billie bhaag gai…
aaj kal paRhay likhay shareef billay kahan miltay hain :hinna: