mairaaY Haath ki LakeeraiN ...

:) hehehe

phir bhi.. there aint any fun in knowing the future.. khamkha ki pareshani

Mera Shumaar bhi unhi Ghareebs main hota hay jin k pass digital camera nahin hay … :bummer:

Laikin Meray pass scanner hay … :ahaa: … Aur us ka aik aur istamaal yeh thread perh ker meray zehan main aaya hay …

[thumb=B]Image-101.JPG[/thumb]

What about this … :hehe:

Oy meray hath ganday nahin hain scanner Ganda tha :halo:

Khush Raho :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by cHEeGUm: *

Yaqeen rakhna is a different thing, but its fun to read them. Horoscopes are gunah too but you still know your zodiac sign don't you?
[/QUOTE]

parhna bhee achi baat nahi hai... hamein is baat ka ilm nahi k kul ya aglay lahmay hamare saath kia hoga tu haath ki lakerein parh kur kia hasil???

:smack: :smack:… 49 more years to go.. :bummer: :frusty:

Jee nahi janab main bohat saare kaam karti hoon ghar mai..:snooty: ..aap sabo ki tarah saare din GS par guppain nahi maarti bethti..:p..wese aap eentain uthaane wale kaam ki baat to nahi karrahe? :hehe:

heyyy why did you delete that…what did you write??? wapis se likho jaldi se…:mad: :smash:

:eek:

its not an excuse.. *sniff :teary1:

mere haathon ki lakeeron main lakeeron ke siwa kuch bhi nahin :bummer:

JB: Yar partner..main bata raha hoon..yeh to sahi main HAND ho gaya hai!: eek:

:stuck_out_tongue:

Re: Re: Re: Re: mairaaY Haath ki LakeeraiN ...

[QUOTE]
*Originally posted by Aurous: *

Thaingaa in your life!
[/QUOTE]
lolllllllllllllllllllllllll thats funny.

Khanu bhai panjaa dikhaaO - zaadaa faltoo baat nahiN :snooty:
CA Holding a remote control in ur hand is not WORK :smash:
REQ fikar not :smiley: yeh 49 years to basss 49 years maiN fata fat guzar jaeN gay - aur phirrr tum ameerrrr $$$$$$$$

Bas karen

Sir jee ab bas karen kia kia dhekhaen geee ..... monchen, Ankhen, Paonn or haat or pata nahi kia kia, bas karen agar ya sissela chalta raha to apko bohoot mushkil hojay gee ............. please.

Re: Bas karen

aap na daikhain aur apnay kaan band karlain :snooty:

ZULFI BHAI :eek:
ZULFI BHAI :eek:
ZULFI BHAI :eek:

:smack:

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aap nay scanner gandaa kar diyaa naa :snooty:

Re: mairaaY Haath ki LakeeraiN …

:smack: ** Inteha’eey maa’zrat kay saath isay delete kar raha hun bhai sahab**
Waisay… aik baat kahoon, ghaib ka ilm tou sirf ALLAH hi ko hay par tumhara haath tou mujhay ThaRR ki sooKhee huwi zameen ki tarah maloom hota hay - jis may paani kum aur siga-Rate ka dhuWaan ziyada hay…

:maulvidis

Re: Re: mairaaY Haath ki LakeeraiN …

durust farmayaa bhai jaaN - GhaiB ka ilm sirf Allah koo hay

aur yeh thread maiN joo kuch bhi hay sirf shugal mela hay :stuck_out_tongue:

Allah ka buhat ehsaan hay kay mairay doonoo haath salamat haiN aur maiN kissi kay agay haaTH nahiN phailaataa - siwaieY Khuda kay :slight_smile:

:jhanda:

Re: Re: Re: mairaaY Haath ki LakeeraiN …

Bhai sahab… mujhay aapkay jawab say aisa lag raha hay jaisay aap ko meri baat say bohut takleef huwi hay - narazgi huwi hay - meri baat aapko buri lagi hay— Main aap say tah-e-dil say maafi chaahta hun aur DUA-GO hun hay Allah aap ko (aur hum sub ko) kisi ka mohtaaj na karay (Ameen summa Ameen)…

Aik baar phir maa’zrat kay saath :wave:

:maulvidis

Re: Re: Re: Re: mairaaY Haath ki LakeeraiN …

:smack:
yar idhar tu baat karnaa bhi museebat hay :rolleyes:

chaLaiN chooRraiN :smokin:
ab aap pani ka billaa ban kar dikhaaeN :dhimpak:
bachhaY khush hoo jaieN gay :stuck_out_tongue: