Re: Maine abhi KEERA kha lia
i meant essay ![]()
chal Poooth ![]()
Search kar k Copy Paste karna eik ART hai ![]()
Re: Maine abhi KEERA kha lia
i meant essay ![]()
chal Poooth ![]()
Search kar k Copy Paste karna eik ART hai ![]()
Re: Maine abhi KEERA kha lia
^ ![]()
bechara keera ![]()
Re: Maine abhi KEERA kha lia
Aap nay heh nahi bata ya kay bottle main keray kah ilawa kia tha, agar koi nasha awar mashroob tha to keray kee waja say do atshah ho ga ya ho go.:)
Re: Maine abhi KEERA kha lia
kera ap ko kha jata ![]()
Re: Maine abhi KEERA kha lia
aw
Re: Maine abhi KEERA kha lia
hoga kya...yeh saabit ho jaey ga kay aap ki paet main kareey hain!!!!!
waisay damagh ka kya haal hai???
Re: Maine abhi KEERA kha lia
I had this bottle on my table, subah shuru ki thi, us par dhakkan lagana mai bhool gya.
*Now there was bit left ,so mai jaldi say peenay lag gya, achanak maine dekha that there is this keera, but us waqt mai sip ka zor laga chuka tha so aik dum mai akhri ghoont keeray kay saath pee liya. It was too too late to stop! and the keera had gone inside my throat once I actually wanted NOT to drink, so us waqt reverse karna bohat mushkil tha. *
I felt the keera too, it was big.
Ab kya ho ga?
So now when we say "Samad kay ander to bohut baRaa KeeRaa hai bhai", then we wont be exxagerating
Re: Maine abhi KEERA kha lia
Get VACCINATION so that you do not become a keera yourself.
Our prayers with you.
Re: Maine abhi KEERA kha lia
LOL@TLK!
and keera ki atma ki mai andar hi andar chita jala chukka hooN : )
Aj jab mai subah utha to deewar par charnay ki koshish ki, kya pata extra powers a gayi hoteeN, afterall spiderman bhi aise hi banna tha :D
Re: Maine abhi KEERA kha lia
Please dont fall into someone else's drink. Stop the tradition here. None of us want to be in that league.