Main Nahin Manta, Main nahin Janta

Re: Main Nahin Manta, Main nahin Janta

aaho ji.. kabhi Karachi ka chakkar lagaiye, jab bunder road per Capri Cinema ke paas traffic jam main phanse ge to aap ko movie ke naam caste ke sath yaad ho jaenge :hehe:

waise badi yadasht hai aap ki, ek dafa CD shop pe suna huwa geet ab tak yaad hai :salute: