main ki karan....:bummer:

Re: main ki karan…:bummer:

ok to dua for you. Allah ap ko khush rakhay, ap ki naik khawahishen pori farmaye. ap ko achi sehat ata famye, deen aur duniya main kamyaabi ata farmaye, rizq e halaal aur rizq main barkat ata farmaye. Ameen :slight_smile: