Re: Main Har gai
huzoor-e-walaa, mazloom computer sai kiya khata sarZard hu gaye jo iTne bardi sazaa!
Re: Main Har gai
huzoor-e-walaa, mazloom computer sai kiya khata sarZard hu gaye jo iTne bardi sazaa!
Re: Main Har gai
hum ne osay istemaal karna chaha par zid pe utar aya
is kiye dewar main chunwane ke bajaye wo dabba GN ko de diya
Re: Main Har gai
oh, gustaakh ki ya majal! bilkul sahi faisala Huzoor ka, banda na cheez apkai iqbal aor danish ko pehchaan naheen paya. Gustakhi kai liye ma’zrat. ![]()
Re: Main Har gai
Zill-e-Subhaani
Tail laa’ooN yaa Pani
Re: Main Har gai
hum apnay watan aur awam ke liye kabhi ghalt faisla nahi kartay:snooty:
sar pe Tail ki malish hum kaneez e khaas say hi karvatay hain:snooty:
hum angoor ka ras roush karna pasand farmaein ge:hmmm:
Re: Main Har gai
zil-e-subhani kiya NO’SH farmayen gai aap? ![]()
Re: Main Har gai
Shensha-e-jahil aap kaa matlub nai Noush kerna?
Re: Main Har gai
:aq:kya pilanay ke iraday rakhtay hain?
is ghustakhi ka anjaam jantay hain aap?
aap buzurg aur hamaray ustaad na hote to
aap jantay hain
Re: Main Har gai
App bhi chichoray aur kisi ghatyaa aadmi kay multi naa hotay to aap kaa anjaam bhi bohut buraa hotaa
Re: Main Har gai
![]()
Re: Main Har gai
![]()
acha mazak kartay hain..ap ko darbar main dilbehlanay ke liye rakh lein ge
Re: Main Har gai
Zehar:chai:
Re: Main Har gai
Kaneez-ekhaas aap bhool raheen hain ke hamaray peenay say pehlay aap milawat na hone ki tehkeek karti hain
Re: Main Har gai
Kuch na pocho bata bata ker thak gai:(
http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=284898
Re: Main Har gai
Ghulam-e-Amm hosh main aao or Badshahat ky khwab dykhna band kero:snooty:
Re: Main Har gai
aap kaee hansi say lugtaa hai kai aap badshah kay roop main koi mailkaa hain
Re: Main Har gai
aap ne humein tajasus main daal diya
kya hum itna bura hanstay hain:hmmm:
Kaneez:mad:
sipahiyoo is ko dewar main chunwa do:o
Re: Main Har gai
Ghulammmmmmmmmmmmmmmm teri yeh majal:mad:
Sipahioyon is baghi ko thathy khon main phinkwa do:mad3:
Re: Main Har gai
Yup, you laugh like a penguin
Re: Main Har gai
![]()
![]()