Main Haar Kar Aya Hoon...

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

aww :hugz:
ziada to nahi lagi nah.
m sorry :bb::bb::bb:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

aww nahi :@:

wo main dram,a kar rahi thi:phati:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon...

chalo religion forum me ajao.. thek kardengai sab kch

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

:femme::femme::femme:
ab lagi to nahi pingu?
:p:p:p

Re: Main Haar Kar Aya Hoon...

gud idea

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

Main bee abhee har gaee .. :bummer: my fav game :smack:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

chalo koi baat nahi aho mil beht kar rote hain.:teary1:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

Royay mayri dushman (yahee ap :rolleyes: ) :smilestar:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

tumhay jaisey bohut ati hai :omg:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

mara kion?:pcg:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon...

kabi kabi jeetna bohat mushkil hota hai :(

Re: Main Haar Kar Aya Hoon...

nahi oye jeetna mushkil nahi hai bas sach hona chahiye her baat main u will win.

Re: Main Haar Kar Aya Hoon...

haan sehi kaha aap ne
lakin kabi kabi sach bol kar b haar jahta hai banda

Re: Main Haar Kar Aya Hoon...

nahi oye GUjo sehi baat hai sach bol kar jeet jata hai
like me.

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

:smack: to jhoot he kion bola ustaad aap ne

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

Bas hum nay keh diya to keh diya :snooty:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

ap na apni hakuumat jah kar daduon pe karen :attia:

Re: Main Haar Kar Aya Hoon…

bikul sehi kaha Gujoo ne :snooty: