main GINTI se naraz hun!!

Re: main GINTI se naraz hun!!

bas har jaga har pal apki umer ka kasoor hai:@:

Re: main GINTI se naraz hun!!


abhi to maiN do dinoN kaa bachchaa hii to huN kiuN k:

umr e daraaz maang kar laaye the chaar din
do aarzoo meN kaT gaii, do intizaar meN :)

Re: main GINTI se naraz hun!!

kis ki arzoo main :faizy:

oh ok ok i can understand :rotfl: pr wo kya krti apki age bhi to bht hai na:p

Re: main GINTI se naraz hun!!

to, uskii kaun sii kam rahii hogii…us ne to do din intizaar men aur do din taakaa jhaaNkii meN lagaayaa hii hogaa :slight_smile:

Re: main GINTI se naraz hun!!

har baat ka jawab hota hai ap k paas:cryb:

Re: main GINTI se naraz hun!!

Ghalib kaa shaidaii huN:
**
huii muddat k mar gayaa “Ghalib” par yaad aataa hai
vo har ik baat pe kahnaa k yuN hotaa to kia hotaa?**

Re: main GINTI se naraz hun!!

wah wah :D

Re: main GINTI se naraz hun!!

wow wow, bow wow! :cb:

Re: main GINTI se naraz hun!!

Allah khair karay aap theek to hain na?:frowning:

Re: main GINTI se naraz hun!!

bataya to aur kuch bhi tha, wo bhi yaad rakhuun?? :hmmm:

Re: main GINTI se naraz hun!!


Allah Kahir kare GS hai hii aisaa k vaDDe vaDDe intellectuals yahaN aa kar aise hii ho jaate haiN :D