Re: main GINTI se naraz hun!!
jis din tum mujh se chhoTii ho jaaogii us din qayaamat aa jaayegii…zameen ulaT jaayegii aur aasmaan rooii kaa gaala aban ke uR jaayegaa aur samandar bhaap ban kar uR jaayegaa!
vaise maiN samandar ubalte hii us meN chai kii pattii Daal ke dunyaa kii saarii gaayoN [cows] ko chhoR duuNgaa
last mass scale chai ban jaayegii ![]()