"maiN aur tu"...'allaamah Iqbaal's beautiful nazm

Re: “maiN aur tu”…'allaamah Iqbaal’s beautiful nazm

**bilkul…is meN kia shak hai…aisaa shaa’ir hazaar saal meN bhii paidaa nahiiN hotaa…ba-qaul Iqbaal [r.a.]:


hazaaroN saal nargis apnii be-roonii pe rotii hai
baRii mushkil se hotaa hai chaman meN deeda_var paidaa**** :slight_smile:

btw, yeh koii**** Miss. Nargis**** nahiiN haiN :wink: :cb:**