Main Ajnabi

Re: Main Ajnabi

Haan g. Lekin mera man’na hai ke…mehnat kabhi raiga’n nahi jati. Allah mehnat ka phal zaroor deta hai. kabhi kisi shakal mein aur kabhi kisi. Kabhi hamein apni ghaltiyon se kuch seekhny ko milta hai. Kabhi hum tajurba hasil kar lety hain jo zindagi mein agy kaam ata. Kabhi hamein izzat milti hai kabhi hamein paisa.
Mehnat ka phaal kisi bhi shakal mein mil sakta. Ye insan par hai ke wo itna ba-shaur hai ke usy uska phal nazar a gya ke nahi.