Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
![]()
![]()
![]()
Mazzaq par hansi naheen ayi. Is liye roll eyes.
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
![]()
![]()
![]()
Mazzaq par hansi naheen ayi. Is liye roll eyes.
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
aap say kon mazaaq karay ga?
and why?
rahaim kha kar thora sa tang kar laitay hain .. ke ye bhee na karaingay to aur konn ghaas daalay ga in ko.. tsk tsk tsk ..
neki ka zamaana nahi raha .. aur ye mausoofa samajh rahi hain ke in say mazaaq kia ja raha hay..hatt teray ki ...
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
hush hush …faizy door hato ab mein agaya hun
… mujhay bhi aag mein jalna hai tharakna hai machalna hai …OMG tum hu na merey saath ![]()
:love:
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
![]()
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
pahlay james aur abb tumm … sharam karo.. nanni si jaan ko kiya GHAR CHOR KAR aayogay aankhon aankhon main?
ps, iss ANBAAR ko tum hee sambhaalo.. main nay abhi abhi garma garam doodh patti banayi hay aur sath main karachi say aaye huay “paapay” dibo kar khaanay ja raha hoon ..maakholyaat ka dil nahi kar raha waisay bhee abb
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
![]()
Main nay aap say dance karnay ka to naheen kaha.
Ji haan, ab aap is dhagay mein qadam ranja farma chukay hain to saath hi jalain gay na. ![]()
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
raam naam satt ae, raam naam satt ae, AYE! QOUM KI IZZAT KA SAWAAL HAY ARTHI KE SAMNAY SAY HATT JAIYAY!
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
koee baat nahi, nobody’s perfect.. jana UDHAR Hee hay na .. dafan ho kar jayen ya jall ke..
raam raam! aye ghee pheinko, body sookh rahi hay, aag nahi lak sakay gi .. ![]()
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
^R u PANDIT faizy ???
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
jidhar kirya karam ke paisay milain, udhar pohanch jaatay hain dispose off karaanay
Re: Main aik dhaga kholon kay na kholon?
^ I dont change my religion for money. Mind it.