Mai tum sabbbb se...

Re: Mai tum sabbbb se...

^-- what :-0 **nicklessed **you :-o

koi nai achaa... gizzy wizzy nai karna add games, chalo shabash jao parho pehlay...
agar parh lia to sab likh kar dikhao mujhay...
uss kay baad doosra kaam doonga main...
koi game wame nai achaa...

umm... aik aadh game ki ijaazat mil sakti hay waisay... umm mera mood garma garam karak chai ka horaha hay ... ummm... kia karoon ? :-p