Re: Mai tou phir bhi sharaab peeta hoon
nahiiN janaab! hamaaraa to naโra hai k:**
maiN sharaabii nahiiN, maiN sharaabii nahiiN
aaNkh se peene meN kuchh Kharaabii nahiiN! ![]()
**
mujh pe kar le yaqiiN maiN nashe meN nahiiN
saaqiyaa, aur pilaa, aur pilaa, aur pilaa!
jawaab:
**
tu sharaabii nahiiN tu sharaabii nahiiN
aaNkh bojhal huii, Khaali botal huii
hai qasam, is meN ab zaraa bhii nahiiN!!! **![]()