mai bara ho kar

Re: mai bara ho kar

nothingggggggg :smiley: :tubelight:

only those people that you approve of shall come to my place :lb:

Re: mai bara ho kar

:cb: I’ll be the one doing the shopping silly… is mein mera hi faida hai :snooty:

Re: mai bara ho kar

meet the FALKERS/parents dekhi hai na.. :asa:

Re: mai bara ho kar

haha phir to aur hi behtar hai. dual advantage :smiley:

jee dekhi hai :blush:

Re: mai bara ho kar

i was thinking app dhulla banay gey app tu money master ban gaye

Re: mai bara ho kar

:blush:i know i shud be an agent coz i am ishmart

:hmmm:

lekin main to pura pura jaheez loongi haan

mujhe gari aur ghar bhi chahiye:blush:

Re: mai bara ho kar

:chai:

Re: mai bara ho kar

sheyn aantie…

:wave:

Re: mai bara ho kar

DW unkil…:asa: OOPS i meant :wave:

:smiley:

Re: mai bara ho kar

lo ab danday_walay ko danday si darana hay kya?

Aaj kitnay mareez maarey? maira matlab kay...theek kiye?

Re: mai bara ho kar

mat poochein aaj tho 12 hour shift hai…and im still sick…:frowning:






patha nahi kab koi multimillionaire ayega aur meri jaan chotay gi in sab kamoon se …:pcg:

Re: mai bara ho kar

Dubai maiN rehtay hoye multimillionaire dhoondh rahi haiN?

WahaN to suna hay kay ek pathar uthao to uskay neechay say millionaire nikal aata hay, :D

Re: mai bara ho kar

tho ek mamooli millionaire kisko chahiyey …:snooty:


i’m talking multi-millionzzzz :chai:

Re: mai bara ho kar

Arey aap billionaire ki baat kareiN.

Yay chotay chotay multi millionaire to aap ki category maiN nahi aatey na.

Shaikh saab kay kisi rishtay daar say baat cheet karwauN? :smiley:

Re: mai bara ho kar

I wish I could insha'Allah become one in the life hereafter.

Re: mai bara ho kar

aap kiya one million Hoors ka khuaab dhek rahey haiN? :K337:

Re: mai bara ho kar

Sheikh weikh nahi chahiyey…



..unko tho WIFE nahi WIVES ka shouq hotha hai AND i don’t like to SHARE… :snooty:

Re: mai bara ho kar

Aap bare ho kar chochi chi bachi keliye chusni lao ge :LB:

Re: mai bara ho kar

Phir ab Pakistani to saarey kanglay hotay haiN meri tarha.

Ab aapko konsa dhoondh kay daiN? :k337:

Re: mai bara ho kar

:bummer:mere pass itnay paisay nahi hain