pics are really cool ( physical sense )
sirf aik problem hay - mairaay jaisaa banda yahan reh nahin saktaa -kiyoonkay agar raat koo ciggarette khatam hoo gai tu bahar janay ki himmat nahin hoogi :D
oh hooo ye tu buri baat hai na phajja bahi… aap cigrette peetay hain… hamari bhabi aap ko mana nahi kertien… ![]()
thanx Faatma, Sunny Uncle, Nia ;kiss: ![]()
shroo shroo main karti theen - aik aadh dafaa mairaay packet say ciggarette nikal kar peenay ka action bhi maraa thaa
main nay kaha kay chaloo achhaa hay - tum bhi shroo kar doo mairaa faidaa hoo jaaey gaa - tumharay packet say pee liyaa karoon ga ![]()
Usss dinn kay baad say phirr kabhi unhoon nay pangaaa nahin liyaa mairaay saath ![]()