Tum Se Bohat Kuch Kehna hai Magar
Kabhi Tum Nahi Milte Tou Kabhi Alfaz Nahi Milte
Ek Nai Duniya basana Chahta hoon Magar
Kabhi Neend Nahi atii tou Kabhi Kawab nahi Milte
Ye dooriyan Tou mitadoon main Ek pal main Magar
Kabhi Qadam Nahi Chalte Tou Kabi Raste Nahi Milte