maar gae

Apni hi maiyatt me ham ja rahe hai
the log kal to jyada aaj kam ja rahe hai
zanaza uthaya hai apno ne yaron
sene me liye yahi gam ja rahe hai