Maar Dala..Allah!
Machharon nay kaat kaat kay lahoo lahan kardiaa
Chupkaliyon nay dara dara kar maar daala…
humaray barabar walay ghar main jab sey naye neighbour aai hain..unho nay
apnay backyard ki safai nahi ki hai..aur itnee junglee jhaariyaan ugg gayee hain
uppar sey baytahasha machhar..khatarnaak walay
aur chupkaliyon ki fojj
..Uff 