Re: Maaa(mother)
Muslim Girl. Allah aap ki walidah ke darajaat buland farmaye. Itna arz kar dooN keh jis ke waledain mein se koi ek ya dono nahi hotey us ke sar par Allah aur Allah waloN ka saya hota hai!
Apni walidah ke eesaal-e-thawab ke lye aap jo bhi karein gi woh un ke lye be-had musarrat aur shadmani ka baa'is ho ga.