Re: m back only on…
hamari aankhouN may noor hi bohut aa jaata hai USS ko daykh kar ![]()
Re: m back only on…
hamari aankhouN may noor hi bohut aa jaata hai USS ko daykh kar ![]()
Re: m back only on…
tum sarro nahee!! ![]()
Re: m back only on....
mai nahi sar raha balkay tumhari matt waj gyi hain uss ki wajah se tumhai lain pe lanay ki koshish kar raha hoon
Re: m back only on…
mai USS kay saath lain par hi houn!! ![]()
Re: m back only on…
nahi na yehi tou masla hai k woh maal gaari hai uss ki lain alag hai:halo: aur hum dono express ek hi lain par hain;)
Re: m back only on....
woh maal garri ho ya mai express ki lain......ham tou bass cut mar kar maal garri li lain may houna jaantay hain! ;)
Re: m back only on…
tum jaiso ki wajah se itni technology honay k baad bhi abhi tak train accident hotay hai:halo:
Re: m back only on…
USS kay liyeh train accident ki bhi parwaah nahee ![]()
Re: m back only on....
lakin mujhay tou hai na parwa, sirf tumhari;)
Re: m back only on…
itni parwah na karou, WOH hai na meri parwah karnay kay liyeh ![]()
Re: m back only on…
theek hai phir rab rakha:wave:
.
.
.
.
dost dost na raha ![]()
Re: m back only on…
arraaay nahee, tussan sadday jiggri dost ho na ![]()
laykin woh dost say bhi ziadah hai ![]()
Re: m back only on…
![]()
Re: m back only on…
yaaar issi mouqay par koi dil wala sheer suna dou…uss ko sheer bohut achay lagtay hain ![]()
p.s. yeh lou roomal, pakiplaya nay diya hai ![]()
Re: m back only on…
aisi ki taisi roomal ki aur roomaal walay ki ![]()
Re: m back only on…
chalou shukr hai tumnay meray USS ko tou kuch nahee kaha ![]()
Re: m back only on…
uss k saath jo karna hai woh yaha nahi likh sakta:mad:
Re: m back only on…
![]()
![]()
![]()
Re: m back only on....
roya na karo plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz :(