Lug ja galay

That just proves my maasoomiyat ..

itna bhola hoon main, kay gaanoN ke bol waghera yaad nahi,

sunta hi nahi main ganay :LB:

Re: Lug ja galay

good job TLK!

**Sirf shair hi nahi gupshup per tu aik sy berh ky aik singer para hy or hamin patta hi na tha. Tamam ter funny khrabion ky bawajud awaz ny rang jama diy akissi achy ustad ya ustani ki shagirdi ikhtiyar kero tu Log Ahmed Rushdi ko bhool jan gy:D
**

jo hukm aap ka ustani ji :D

Re: Lug ja galay

:crying:

Re: Lug ja galay

Love this song..

TLK kay liye khasoosan :D

:rotfl: yaar bohut hi keena parwar aadmi ho tum bhi

For Dushwari Jeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

yeh keena hee tha … ya iss mein “m” fit kerna bhool gaye ?

Re: Lug ja galay

^ lol !

chachu u should have asked me…:hehe:

seriously app itna acha roeya thay…meri ankhoo main tap tap ansoo bhi ayea thay :hehe:

samad ko bara pata hai suroon ka. :smiley:

Re: Lug ja galay

^ yes mai bohat acha gulukaar hooN is saddi ka.

Re: Lug ja galay

^ Bhand kahu:chai:

Zobi, aansoon tau meri aankhon main bhi thay gana gaaty waqt.. :smiley:

Re: Lug ja galay

^ chachi lagta hai app say bhut kaam kerwati hain…jo app piaz kaat rahay thay :hehe:

piaz nahi kaat rahaa thaa, tumhari chachi ke haath kaa pakaa hu’aa khana khaa rahaa thaa :smiley:

Re: Lug ja galay

^ phir to lagta hai app say yeh gana “gun point” per kuch rekh ker gun-waeya gaeya hai :hehe:

Re: Lug ja galay

No I was siniging that song for the Pizza guy who brought that pizza within 30 minutes ..

lug jaa galay ke phir ye haseen raat ho na ho
shayad ke iss janam main, mulaqat ho na ho

Re: Lug ja galay

:rotfl: …chachu app bhi ..haha

btw where is my geeeft :o