Re: Luche Gaane, Luchi Shayari
ab ammi se kaho k tumhaarii shaadii kar deN kiuN k bachcha ab mount everest aur K2 fataH karne kaa sochne lagaa hai aur bolne bhii lagaa hai…
![]()
aap hii gin ke bataa deN…mujhe to 3 ke ba’d gintii karnii hii nahiiN aatii! ![]()
Muqwee, inkii shaadii ab jald kar denii chaahiye taa k yeh 'Mount Everest. aur ‘K2’ ko fataH kar sakeN! ![]()