Love......

Re: Love…

to iska matlab yeh hai kay piyar ko define nahi kiya jasakta hai.
yeh to kisi say bhi hosakta hai. piyar ki na to koi zaban hoti hai, na mazhab, na sarhad. yeh to bas aik ehsas hai jo kay dil ki dharkanon main basta hai aik daraktay dil ki tarah.