mahool
February 5, 2014, 3:05pm
16
Re: Love Letter Competition
Aur apne private letters log apko kyun bhejen ge?
Ps: lo ji, love letter pe bhi word limit lag gai hai
mere Khayaal se yeh sirf urdu meN honaa chaahiye kiuN k yeh Urdu kaa forum hai. muqaabile ke zaroorii hai k iqtibaasaat kaa movaazinah ek hii zabaan ke itibaasaat ke maa bai’n ho kiuN k ek zabaan kaa jo mizaaj hotaa hai vohii mizaaj dusrii zabaan kaa nahiiN hotaa…aisaa na ho k ham seb kaa movaazinah santare se karne baiTh jaayeN.
bahtar hogaa k har zabaan kaa alai’hda alai’hda muqaabila ho.
Muqabal jazbat kay izhar ka hia… aur piyar ki sirf aik zaban hoti hia… issi liye iss muqably ko zaban say mubarra kiya hia… app urdu main likh saktay hian…
khubsoorat:
or agr koi single ho to
ATTENTION!!! Aashiq wa Mashooq… Heer aur Ranjha… and *bandy bandian…anyone …
February is month of love. Here Culture team wants to know how much can you express your emotions, feelings and love to your love one. In case, you are not in any relation, you are still welcome .*
Han G… You did not read it…