Re: Looking for poem
kub kon kisi ka hota hai**
sub jhootay rishtay naatay hain
sub dil rekhnay ki baatain hain
sub asli roop churaatay hain
ikhlaaq say khaali log yahan
lafzoon k teer chalaatay hain
ik baar nigahon mein aa k
phir saari umr rulatay hain
ab us ko bhoul hi jatay hain**