loog kaisey khatay hein

Re: loog kaisey khatay hein

@KKF; mairey sey bat nahen karta hay :cobra:

Re: loog kaisey khatay hein

Shafqat Aman Ali ka khamaaj gao, shayad baat bun jae

Re: loog kaisey khatay hein

hahaha…
**
ham se jo Takyraayegaa
ham jaisa ho jaayegaa
likhaaii na paRh paayegaa
likheN moo-saa paRheN Khudaa** :stuck_out_tongue:

Re: loog kaisey khatay hein

ghuRghuRii [mini Huqqa] pee pee kar sareeHan tohmat aur ilzaam lagaanaa kahaN se seekha, bachchoo? :slight_smile:

Re: loog kaisey khatay hein

Allah raham karey keon bud duain daitey ho logon ko kah u k jaisey ho jain :cobra:
u ko mein nay kal hakeem salajeet k pas daikha tha :sunnyboy: khair thi na

Re: loog kaisey khatay hein

u sey unqul :cobra:

Re: loog kaisey khatay hein

aap wahan kuston ke pushte lene gae the ya hadiyan hazam karne ke liye chooran?

Re: loog kaisey khatay hein

lolz…saHeeH jaa rahe ho, bhateeje! :stuck_out_tongue:

Re: loog kaisey khatay hein

shuka hai troll bradiri ne aik doosre ko sweekar to kiya

Re: loog kaisey khatay hein

meira muqabla chal raha tha gooz daghney ka tou choran lainey gia tha mooli, shalgham aor kalay choran ko mixchar :cobra:

Re: loog kaisey khatay hein

waisey u key shadi kahan tuk phunchi hey :cobra: phunchi bhi hay kah aiveen chor di hay sach sach bataya jay :sunnyboy:

Re: loog kaisey khatay hein

wo kiya joke tha jis main laRki kehti hai mere uplay bheeg jaen ge. Punjabi main tha shayad.

Re: loog kaisey khatay hein

kaafi fahash joke lagta hay :cobra: yad nahin aa rha hay thora aor biyan kia jay @KKF; u ko to ata hoga

Re: loog kaisey khatay hein

you ko aiNwiiN hii justuju hoing? :stuck_out_tongue:

yaad aa jaaye to likh dijiyegaa. ok?

raat ke 2 bajne ko aayaa…ab maiN chalaa Khaab-e-Khargosh ke maze looTne … take care … Allah Haafiz :slight_smile:

Re: loog kaisey khatay hein

uplay ki punjabi ya saraiki batao to search karlun.

ik romantic scene tha… laRka laRki baten kar rahe the. achanak se barish ho gai aur laRki bhaag gai ye kehte huwe ke ‘mere uplay bijh jawen ge’.

Re: loog kaisey khatay hein

aap khwab main khargosh ki haddiyan chabate hain?

Re: loog kaisey khatay hein

yaqen karo mein u key shadi mein zaroor ga ager hoi tou :cobra:

bus khargosh k he mazay lotney hey aab :cobra: ok

Re: loog kaisey khatay hein

woh lootney key bat kar rahay hein :cobra:

Re: loog kaisey khatay hein

:eek: Khargosh ke paas aisa kiya hai jo loota jae wo bhi khwab main

Re: loog kaisey khatay hein

uplay pathiyan :cobra: me ko kuch kuch yaad aya lekin pora yad nahin aaya