LoisLane

Merey paas kisi ko ignore karney ka tam nahi hai aajkal :chai:

Main apna khud ka business shoro karney laga hoon

Poultery farm. Chick hi chick everywhere …

mujhey 500 choozey khareedney ke leye 5000 rupey chahyee

Please niksik jee mujhey udhaar de dain , 6 months baad wapas kardoonga , our ek krate andoun ka bhi gift doonga :k: