logo........................

Per wo to khud itna kaanp raheen hain.

dekha hua hai u ko bilkul kadu jaise lagte hain :chai:

Kaddu boley tou woh gol wala kaddu, lambey wala kaddu, ya petha kaddu :hmmm:

What do you mean that she is telling you about her future???

Per wo 12 buchchay kon si team banain gay???

halwa kadu :chai:

Re: logo…

I hated halwa kaddu bachpan mein, nana nani k ghar pakta tha :grumpy:

I want to eat that Kaddu Halwa.

aik hi baar shikrey ko paka ke kha lo log dua’in dain ge :chai:

Re: logo…

Mujhe qabool hai :blush:

LOL.

Kon kon loag??? Kia dil say duain dain gay???

Kia qabool hai bhai bahan ka rishta shikko bhai.

Mujhay bhi qabool hai.

Sub ko khushi main mithai bating.

Aisa now we are munh bolay bhai ki do bahnain.

Bhabhi ki aik aur nand main izafa.

jee bohat log abhi aap ko pata nahi hai agar wana confirm to shikrey ki thread main ja ke dekh lain :chai:

nahi :smilestar:

Mujhe KB k haathon pakna manzoor hai :blush:

Per ub to kabool to kar chukay hain…Kabool karnay kay baad rishta tootta naheen.

KB Pakati hi naheen…wo to sirf qeema banati hai.

3 dafa aik “keyword” kahney sey toot bhi jaata hai :wink:

:emmy:

u ne suna na SS ne kia kaha??:emmy:

ab zara dhiyaan se baat karo hum se :snooty:

Re: logo........................

aaa jaooo jalldi ... chat pa

Re: logo…

Mein na tou tumhara bhai hoon aur na hi SS ka :smilestar: Uss ney tou waisay hi merey naam ka matlab chori kar k apna nick bana liya hai :grumpy:

Naman they dont want to talk to you :mocking:

Re: logo…

to main ne kab kaha ke u mere bhai ho main to bas ye keh rahi hoon ke zara dhiyaan se baat kiya karo main pakati nahi qeema banati hoon :snooty: