loafer lafanga free zone

Mujhey tu wo bus station pe mila tha , bechara tumhaari yaad main behaal ho raha tha our gaa raha thaa

Wai qurbaaaaan

Tariq khaaaaan
Tariq khaaaaan !
**Laley di jaaan **
Tariq khaaan


**Tumharey chehrey pe ju til hai **
**Laaley ka wo dil hia **

**Aaa bhi jaa **
**Naa TaRpaa **
**Tariq Khaan **
...
Main ne ussey kaha bhi ke bhai gulzaar khan, tariq tu shaid na asakey tum mujhey bata do kia kaam hai, tu wo bola :

"Jao jao yaara ! hum ko punjabeyo se koi matlab nahi , jao apna kaam karo "

Wohi tumhaari wali baat pathan dont like us punjabis :(