Re: Load Sheding
iss baat par anwar masood ka aik sher yaad aya hai
sunn kay baat doctor ki kyon naan main uss pay kar doon riT
khujli par ye raai di, “you’ll have to live with it”
so jiger
shikwa naan kar
gilaa naan kar
ye pakistan hai payary
yahan garmi kay maary
taRaptay rahy hain
taRaptay rahain gey
u’ll have to live with it too ![]()