well this is 100 percent wrong kiun ap koi farishte nahe hn k humesha ap theek kehtay hon.
i dont agree with u
:)
I never ever said that main jo kahta hoon hamaish sahi hota hai ya hota ho ga. Laikin meray zaviay say jo baat mujhay sahi lugti hai wo kisi aur kay zaviaay say ghalat ho sakti hai. LAIKIN Ghalat baat hamaisha ghalat rehti hai isi tarha buri baat hamaisha buri rehti hai.
Aap ka don't agree hona aap ka adhikaar hai aur aap ki marzi.
Bohat say loag such ko naheen mantay ya ussay jhutlatay hain even quran ki baton say bhi inhiraaf kartay hain to wo sahi naheen ho jaatay.
Ikhtalaaf karna to insaan kay mukhtalif honay ki wajas say hota hai laikin agar aik baat jhoot hai to aap ikhtilaaf karain ya agree wo jhoot hi rahay ga.