Lo main Aaa gia

I know that mujh say bahtar kon jaanta ho ga kay sari zindagi darguzar say kaam lia hai. Per logon ka undaaz naheen badalta darguzar say. They think darguzar karnay walay bewaqoof hain so they keep hurting and doing things again and again.

Now I'm like badla lo (given huq from quran). Now I love to avail my huq. If someone call you cheap or low lifer then you have full right to call him cheap and low lifer too. Kioon sahi kaha na.

Kia aga main abhi abhi aap ko cheap aur low lifer kahoon to kia aap mujh ko maaf kar do gay.

Aik hi baat ko kai angle say daikhnay say kai tarha ki bun jati hai per budtamizi hamaisha budtamizi hi rehti hai.