Lo hum bhi lag gaie Kam say !!

Re: Lo hum bhi lag gaie Kam say !!

twin born . . . yah kind a ladoo phooot rahay hai :hehe: magar yaar sach tu yah hai kay jo shadi ka laadoo khaie woh paachtaie or jo nah khaie woh bhi paachtaie . . . tu bhai khaa kar he paachta letay hai :stuck_out_tongue:

bao bihari - - - - aray kaa howa baboowa . . . aray tharay bhaiya ke sagaaie ho gaie hai . . . . tharay ko abb shadi mai aanaa hai . . . . hum kah rahay hai nah . . ana hai tu ana hai . . . . june or maybe jully . . . :slight_smile:

spanish girl - - - - no i dont :frowning: