Re: lla lalalalalalala
^ kya khud aise hi paas hote rahe ho ![]()
Re: lla lalalalalalala
^ kya khud aise hi paas hote rahe ho ![]()
Re: lla lalalalalalala
^ ab sab tum par nahi gaye jo fail hi hote rahe ![]()
Re: lla lalalalalalala
^ atleast mehnat tu ki na
tumhari tarha ghoose khila k paas tu nahin hui ![]()
Re: lla lalalalalalala
avaine ilzam na lagao hollowman pay
us nay tau apny mashter kay panday dhoay,kapray dhooay,apni jaib say mashter ji ko atta,daal,laa kay deen
tab ja kay woh paas hua tha
Re: lla lalalalalalala
^
![]()
ok ab main kuch nahin kehti:) sorry hollow maine tumhare bare main itna bura socha tum itni mehnat se pass hote ho aur maine yeh sab kuch socha ![]()
Re: lla lalalalalalala
yeh **paas paas **kiya laga rakha hai tum anpad logo ne
it is called **PASS **![]()
Re: lla lalalalalalala
mere dil ko thandak pohnchi
Re: lla lalalalalalala
read my last post it says PASS not PAAS ![]()
Re: lla lalalalalalala
thats good than ![]()
Re: lla lalalalalalala
apne editd post me to tum fail ho gaye na ![]()
Re: lla lalalalalalala
fridger me naha kar aaye ho kiya ![]()
Re: lla lalalalalalala
![]()
chalo Pk is ki mama ko batate hain ke munda shookha ho raha hai:naraz:
Re: lla lalalalalalala
^ paindu log complaint karne se bhi darte hai darpok ![]()
Re: lla lalalalalalala
hollow yeh FRIDGER kya hota hai
freezer suna hai yeh pehli dafa sun rahi hoon ![]()
haan chalo K337 is ki mama ko batate hain k yeh larkiyon ko tang karta hai ![]()
Re: lla lalalalalalala
u are more annoying than ur avatar
tu paindu
tu
tu
tu
![]()
Re: lla lalalalalalala
baba aadam ke zamane me rahogi to kuch pata kaise chalega
aur jayada dhamki nahi dene ka otherwise ![]()
Re: lla lalalalalalala
hahahaha!!! ![]()
.. thats what i wanted to see
o K3 sad gaye re o K3 jal gaye re :shoaby:
Re: lla lalalalalalala
woh maine yeh edit karne k liye nahin kiya tha woh kisi aur cheez k liye kiya tha ![]()
Re: lla lalalalalalala
warna kya karo ge ![]()
main darti nahih hoon kisi aur woh bhi tum jaise logon se ![]()
Re: lla lalalalalalala
hahaha
oh yaya ji ji woh bhi bata do kis liye kiya tha ![]()