^^wo din InshAllah kabhi nahi aaye ga :D
funguy
62
Qibla, aap nay tau dil per lai lee. Aisi koi baat nahee hay. Buss zara Agarkaar ki wicket daikhnay ka mood ho raha thaa 
Aejaz
63
Janab E Aali Funguy Bhai Sahab,
Agarkar tou out hi nahi hua, Bus dua karo ke mujhe kabhi mauka na mile aap ki naak ko mitti me ragad ne ka.
