Captain1
9036
Re: Live Updates of Azadi March
jab bijli katay gee to abba pitai karayn gai… phir bolayn gai “abba pitay karayn gai to inqilab kaisay aaye ga” 
agar pait-bharay-log sarak par aa gaye hayn to NS ko to chullu bhar paani mai swimming kartay howay doob kar mar jana chahiye 
kewn, lal chaddi pahen ke aya tha NS?