Re: Live Updates of Azadi March
Kamal hai phoenix bhai. :hoonh: Aik taraf say aap kehtay hain kay Imran Khan ki zaban kharab haiy. Doosri taraf aap khud Hoti sahib kau murghi kee aik tang keh rahay hain. Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah!