Live Updates of Azadi March

Re: Live Updates of Azadi March

Khan sahib kaheen chalay giay hain , Naeem Sahib farma rahay hain , warzish kar rahay hain
Kaheen woh pithu wali saza to naheen mil gai ?

Aur unkay aur unkay bhai ki masoom puraman peaceful balwai ghunda force aaram kar rahi takeh subah phir
Yalghar ho