Re: Live Updates of Azadi March
death bodies pe sayasat karne ka suna tha… ab death bodies pe hota raqs bhi dekh liya…
kis cheez ki khushi hai mosuf ko? Peshawer main huwi barish ki waja se halakaton ki ya IDPs ke be-ghar hone ki… Allah maaf kare inn jaison ke inqilaab se