Re: Listen !
ok as u sad na jao to main baroon ki bat nahi taltee baaadab bachi u know !
kahan hota hoon main... well, aaj kal main jang kar raha hoon :-p
jokes asar usi waqt kartay hain jab ham joke sunna chahtay hain...
aur kabhi to Mukesh kay gaanay par bhi hansi aajati hay :-p
to kia aap waqi ruk gai hain :s ooh main nay to aisay hi akhlaaqan kaha tha ... hehe j/k, well your presense and humour makes me smile, thats why I said to stay only if u r free and have no work to do and make gol matol rotian :-p