Re: List The Missing Guppies
lethal,where are you?app se definitely DHANG ka mashwara mil jaye ga.
l ne zindgi main koi dhang ka kam nahin kia u mashwara mangny lagi
Re: List The Missing Guppies
lethal,where are you?app se definitely DHANG ka mashwara mil jaye ga.
l ne zindgi main koi dhang ka kam nahin kia u mashwara mangny lagi
Re: List The Missing Guppies
u ko koi dhnag ka kaam aata kab hai.
Re: List The Missing Guppies
bhaga dia na the way ko
Re: List The Missing Guppies
LKK ko bula rahi ho jo khud ghaib hai thread open karny ke bad jaisy sulman tasir ka beta ghaib hai
u ki madad kon kary ab
FILHAL TO MEIN NE APNI MADAD KHUD KAR LI HY.
kesi hy?
Re: List The Missing Guppies
bhaga dia na the way ko
ahan.me right here.
Re: List The Missing Guppies
achi hai dua main mery lia bhi mangna
Re: List The Missing Guppies
achi hai dua main mery lia bhi mangna
itni baatain sunanay k baad dua k liye kehna...chay maeni daard.
Re: List The Missing Guppies
me ko patha hai kuntutty ko jawab deny aty hain abhi main la jawab nahin huwai ke us ki zaroorat per
jawab dainay sab ko atay hein but us ko atay hein but limits cross karna bus usi ko ata hay :)
l ne zindgi main koi dhang ka kam nahin kia u mashwara mangny lagi
u ko koi dhnag ka kaam aata kab hai.
abhi abhi Sayyma nay eik dhang ka kaam kia to, aor phir mujhay b edit karna para. Mujhay shak tha k STA koi maira purana Houston ka baili to nahi but confirm ho gia k he is not :)
aor way kahi bhagi nahi, us ka nasha toot raha tha soota laganay gai hay. :D
Re: List The Missing Guppies
itni baatain sunanay k baad dua k liye kehna...chay maeni daard.
acha to nah karo dua
waisy dua to dushman ke lia bhi kar dety hain
Re: List The Missing Guppies
acha to nah karo dua
waisy dua to dushman ke lia bhi kar dety hain
LOL.dont worry kar di thi aap k haq mein dua.
Re: List The Missing Guppies
u jaldi say us ka chakkar lago. u ko I-10 buhat yaad kar rahi hai. :@:
Re: List The Missing Guppies
u jaldi say us ka chakkar lago. u ko I-10 buhat yaad kar rahi hai. :@:
I-10 mujhay b bohat yaad ati hay :(. Houston ki eik hi cheez to pasand ai :)
Re: List The Missing Guppies
acha I ko abhi buhat kaam hai. phir mulaqat hogi.
![]()
Re: List The Missing Guppies
u jaldi say us ka chakkar lago. u ko I-10 buhat yaad kar rahi hai. :@:
yeah post kahi mujhay to nahi ki thee ? US ka chakkar to lagta rahay ga but Houston bohat mushkil hay. Udhar ja kar mein karu ga kia :D
Re: List The Missing Guppies
Missing members k :@:
More missing members are:
Re: List The Missing Guppies
mein to IS ko b missing declare karnay wala tha but woh wapis aa gay
Re: List The Missing Guppies
Missing Dard1
Re: List The Missing Guppies
koi injection baijhta hu aap ko
Re: List The Missing Guppies
^
aray 'dard1' member ka naam hy
Re: List The Missing Guppies
![]()