Re: List The Missing Guppies
IS aitkaaf baithay hein. chaand raat ko bahir ai gay
Re: List The Missing Guppies
IS aitkaaf baithay hein. chaand raat ko bahir ai gay
Re: List The Missing Guppies
I believed it… but then I read your signature ![]()
IS yahin kahin chuppay bethay hain ![]()
Re: List The Missing Guppies
mujhay un ka PM aya tha, bhala ksi aor say confirm kar lain. i am sure k kuch aor logo ko b pata ho ga
Re: List The Missing Guppies
kis k name??? :halo:
tu urdu main likh dety tu koi qayamt tu na ajati ![]()
Re: List The Missing Guppies
mazak ka jo maza punjabi mein hay woh urdu mein aadha rah jata hay. aor mein to ghar walo k sath b aadhi urdu aor aadhi punjabi bolta hu aksar
Re: List The Missing Guppies
u punjabi ho kayz
Re: List The Missing Guppies
mi v aan
Re: List The Missing Guppies
mazak ka jo maza punjabi mein hay woh urdu mein aadha rah jata hay. aor mein to ghar walo k sath b aadhi urdu aor aadhi punjabi bolta hu aksar
mujhy punjabi sumjh nahin ati.... :(
Re: List The Missing Guppies
change gal eh fir
Re: List The Missing Guppies
u punjabi ho kayz
Taith Punjab tay jido punjabi bolna va kosish karna vaa k urdu ya angraizi da eik v lafaz naal na ralawa
mi v aan
Tumhari urdu ka to hamain pata hay ab idhar apnay punjabi writing skills b dikhana na start ho jana khuda k liay :D
Re: List The Missing Guppies
mujhy punjabi sumjh nahin ati.... :(
change gal eh fir
Pujabi samajh na aana banday ki sense of humour ko aadha kar daita hay :)
Re: List The Missing Guppies
Taith Punjab tay jido punjabi bolna va kosish karna vaa k urdu ya angraizi da eik v lafaz naal na ralawa
toon menoon eh das toon pak dy kis ilaqah di punjabi bolda
Tumhari urdu ka to hamain pata hay ab idhar apnay punjabi writing skills b dikhana na start ho jana khuda k liay :D
toon befikr reh itny mera punjabi likhan da koi iradah nahin
Re: List The Missing Guppies
ji nahin… means agar kisi ko punjabi nahin ati tu us k pass sense of humor nahin hai… ![]()
Re: List The Missing Guppies
Apnay ilaqay ki to bolta hu but hostel mein rah kar seekhi is liay Punjab k do/teen accent bol laita hu including Lahori,Faisalabadi, Saraiki, Sialkoti ![]()
sense of humour to hoti hay but jo maza punjabi mein hay woh ksi aor zuban mein nahi
Re: List The Missing Guppies
Apnay ilaqay ki to bolta hu but hostel mein rah kar seekhi is liay Punjab k do/teen accent bol laita hu including Lahori,Faisalabadi, Saraiki, Sialkoti :)
sense of humour to hoti hay but jo maza punjabi mein hay woh ksi aor zuban mein nahi
yeh ap k personal khayalt hain......... werna urdu is best :p
Re: List The Missing Guppies
yeh ap k personal khayalt hain......... werna urdu is best :p
fifa on language war.
i would say every language has its own taste and sense of humor.
Re: List The Missing Guppies
fifa on language war.
i would say every language has its own taste and sense of humor.
hahahahaa......... nopes STA
Urdu is best because majority Pakistani can understand ........... :)
Re: List The Missing Guppies
hahahahaa......... nopes STA
Urdu is best because majority Pakistani can understand ........... :)
because majority can understand it, that is different topic.
Re: List The Missing Guppies
main ney kisi language ko bura tu nahin kaha :halo:
Re: List The Missing Guppies
u nay kisi language ko bura nahi kaha. but u ko dosri language bhi to nahi aati na ![]()