Re: Level of Mazaaq
SaaNsoN kee zaroorat hai jasiaY Zindagi kaY liye Zindagi kaY liye Ik sanam chaahiye aashiqi kaY liye
yeh wala gana?
aray hin33 kat college days ki baat ho rahee hai, koi malka pukhraj aur munni begum kay ganay ho gaye..mana dey, kishore kay brand new ganay uss zamanay mein.