Let's talk/Reply in Poetry Way

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

ninja hai kon
ye to batau
ja kar usko
pakar ke lau
pakar ke unko
2 thappar lagao
thappar laga kar
aap dorr jau

:crying:

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

Zaid Hamid se kahen bun jae wo insaan
Nahin to padni hai aisi maar nikal jaani hai jaan :kursi:

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

:eek:

Ninja Hattori ko na maaro
Qarz utaro, mulk sanwaro

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

germany me rehnewali khtoon ker le rest

kon ke jaldi hi aane wala hai beerfest…:smiley:

jaan dene se darr jaye wo zaid hammed nahi
qaum se mohabbat ki unhe deni hogi raseed sahi

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

Laal topi wala aaya laal topi wala aaya
sath apni sapno potli bhi layaa
Hazaron saal ki hukoomat
Angrez ne aake band bagaya
Laal topi wala aaya laal topi wala aaya

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

laal topi wale ki na milegi himayatjab ayegi uski hukumat

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

Laal topi wala hai jitna jazbaati
Uski kabhi bhi hukoomat nahin aati

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

hai agar dushamna zamaana gum nahi gum nahi

lal topi wala amir liaqatse kum nahi kum nahi:D

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

Kia zaid Hamid, Kia Amir Liaqat, Kia laal topi, kia gota kinara
Sab thath para rah jawega jab laad chalega banjara.

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

Is Poetry Section mein dekho kiya hogiya :smack2:
Thead Musalman howi to Post Hindu Hogiya :eek:

:cb:

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

Iss se pehle ke yahan ho Hindu Muslim Danga
Bhaag jana yahan se jaldi se hai Changaa

bye bye....

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

kese kese log …darr ke bhaag jatay hain
girlfriend ke samnay bahaduri ka raag gatay hain :cb:

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

:cb:

Girl Friend ke liye to Hazir hai apun ki jaan
Bun jae gi Bivi to nikle gi apni Jaan

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

:rotfl:

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

Humain so bs aik hi kaam mein maza aata hy
Kisi bhi larki ko dara kr hairan karna aata hy :champ:

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

muj ko pehchaan lo main hoon kaun

:@:

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

Yun hi aate rahen yahan mehrbaan
Jald hi aap ki ho jaegi pehchaan

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

main hoon mota tagra mota
hai zindagi ka maqsad
khana pakana khaana

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

Kia baat hai aap ki kia khud hi choolha jalate hain
Acha ye batiaye aap kia kia pakate hain

Re: Let's talk/Reply in Poetry Way

zarurat pe to banana parta hai
apne hath ka jala paratha khana parta hai